Names of Peshawar

Names of Peshawar

Pic-Ancient bookPeshawar is not only a city of different localities; it is also a florid valley of rich historical background. We simply call it Peshawar , Valley of Peshawar , City of Peshawar , Peshore, Pekhore or Pekhawar in local dialects. … Continue reading →

 

4 Responses to Names of Peshawar

  1. humayun akhund says:

    ye batyan k lakha drwaza ke koi pic hay k nahee or os par kay lka tha
    humayun_m_pk@yahoo.com

    • shahsaz1 says:

      السلام علیکم ۔ ۔ بچپن میں دیکھا تھا ۔ موجود تھا ان دنوں ۔ پھر ھم نے اس کو پشاور کے عجائب گھر میں دیکھا تھا۔ انہوں نے ڈیکوریٹ کیا ھوا تھا۔ بہت چھوٹی عمر کی یادیں ھیں اب اس کی کیا صورت حال ھے اس کے بارے میں علم نھیں۔ اس پر کچھ نام لکھے ھوئے تھے اتنا یاد ھے۔ آپ نے پشاور پر بے پایاں تحقیق کی ھے۔ اگر اس سلسلھ میں رہنمائی فرماسکیں تو ھماری حوصلہ افزائی ھوگی۔ اللھ کرے آپ خوش وخرم ھوں ۔ والسلام ۔
      نیاز مند
      ش شوکت

  2. humayunakhund says:

    janb sheen shoukat sahib ap ke mohbat or qadar dani ka shukrya man anam k man danam mery pass laka drawaza kae ek pic hay 55 ke me nay bare koshesh ke to os par ek farsi qata laka tah jo m uamr ka ta jo galabn mian umar chmakni ka hoga ye kase mazar ak saddar darwaza ta jo mulvi sahib kay nam say mashor tahy mojoda nay banya gya darwaza galt jaga par ban hay farsi ka qita mery pass mahozab ye darwaza ajayb ghar me display nahe ahy e mail k jawb me as lay takher ho ge k on lin hony me ap ke site kuch masla kar rahe the umeed han ap karyat say hopngy ap say mulakat khan ho sakte hay 03008587806 mera mob no hay

    • Ali says:

      Assalam O Alaikum
      mein apka behad mashkoor hoon, apnai mobile number marhamat farma diya. apka email address b merai pas agiya. aik hi shehr k wasi hain, goya aik hi chhat k neechai rehtai hain. hamain miltai rehna chahiyai. ajkal bijli ki bandash aor kuch deegar kamoon ki waja sai site ko bahot kum waqt daita hoon. shuru mein betai nai dilchaspi lee thee, lekin ab woh b koiee khas tawajuh naheen dai raha. subho khabrain laganai kai liyai kholta hoon aor bas, duniya k dhandoon mein phans kar reh jata hoon. mein apka contact # apnai mobile mein save kar raha hoon.save kar liya. Agar mazaq karnai ya thora sa hans lainai ki ijazat dain tu arz karoon k apka cell # Hindko Zaban ka aik jumla hai. 0300 pachasi tai satasi 806. yani 0300 ko hazam kar laiga aor usai 806 tung karai ga. hahaha. chalain achha huwa ghamoon bhari duniya mein subuh sawairai aik Peshawar ke ek bebadal muhaqiq k hamrah QehQaha laganai ka moqa mil gaya. Allah karai ap sada hanstai muskuratai rahain. Insha Allah mulaqat ka bahana zaroor talash karain gai. yar zinda sohbat baqi. wa Aslam.

      Niaz Aageen
      Sheen Shaukat

Leave a Reply